Meri Jaan Ki kahani feat Prajakt Rebeloma Lyrics and Mp3 download Link

 Ruh hai basi meri khwabo mein,
ashko ka zeher mere ankho mein,
andhekha karti thi jab woh mujhe,
tufan sa uthta jazbato mein,
sine pe uska hath toh ho,
armano ki kabhi baat toh ho,
inkar mila jab ikrar kiya,
chod gayi mujhe raho mein woh,
gumnam akela main tadapta raha,
socha usne na ki meri parva,

keh na saka yeh dil bezuba,
hoke juda tu hui mujhse khafa,
zinda hu par mujmein ruh kaha,
firta hu main zinda lash ki tarah

fir ek din maine usase kaha,
socha na tha tu hai bewafa,
galti hui jo tujse pyar kiya,
tujko kya pata kya hai maine saha,
thokar mar ja raha hu main,
na milunga kuch kehna ho toh keh,
nazre jhukake woh kehne lagi,
mere pyar mein tu aise na beh
karta hai pyar aaj dil mein jo,
par shayad kal main rahu na rahu.

keh na saka yeh dil bezuba,
hoke juda tu hui mujhse khafa,
zinda hu par mujmein ruh kaha,
firta hu main zinda lash ki tarah

dil mein hai kya na kehti thi woh,
cancer tha usey har pal marti thi woh,
chand lamho ki thi uski zindagi,
isliye ha kehne se yaaro darti thi woh,
bimari mein akeli tadapti rahi,
mere galiyo ko bhi sehti rahi,
main tha anjan jo yeh na samjha,
nazre jhukake woh ha kehti rahi,
jis din tane deke maine di mayusi,
us din yaaro meri jaan chal basi

keh na saka yeh dil bezuba,
hoke juda tu hui mujhse khafa,
zinda hu par mujmein ruh kaha,
firta hu main zinda lash ki tarah

sun sake toh sun le ae khuda,
kar na payega tu humko juda,
zinda hu par mujmein ruh kaha,
kar intzar mera main bhi aa raha.
jis din tane deke maine di mayusi,
us din yaaro meri jaan chal basi
jis din tane deke maine di mayusi,
us din yaaro meri jaan chal basi  
Mp3 Download Link

Comments